For Modi Ji
Ab qu na likh du apki tarif me do shabd...
Ki man ko sukon mil jaye...
Sukon mil jaye is desh ki janta ko...
Ki kya sach me ache din aa gye h...?
Bharat ki janta ne jo diya h apko sunahra mauka...
Or khila hi diya h pure desh me kamal...
To kya sach me ab pura desh kamal ki tarah khil jayega...?
Bitha diya h apko Raja(P.M) ke takht pr...
To kya ab sari musibate dur ho jayengi...?
Agr dur ho jaye is duniya ki sari musibate...
To qu na likh du apki tarif me do shabd...
Ki is duniya ko suku mil jaye...(plz mere shabdo ka galat matlb na samjhe)


